Dialogues

Happy Hardy And Heer Dialogues By Himesh Reshammiya And Sonia Mann

Photo of author

By Rohan Pandya

On

Happy Hardy And Heer is a Bollywood movie starring Himesh Reshammiya and Sonia Mann. We have collected the most famous Happy Hardy And Heer dialogues only for you, so just sit back and relax.

Happy Hardy And Heer Dialogues

Happy Hardy And Heer Dialogues

1) Keh rahi hai nazdeekiyan faasle hai ab bhi darmiyan … teri mohabbat mein awara hua hai dil, dhoond raha hai teri galiyan

2) Waqt jab zakhm deta hai na … uska ilaaj bhi waqt ke paas hi hota hai

3) Khane wale ko khane ka bahana chahiye … bhook lage ya na lage khana chahiye

4) Dil chhune wali kahaniyan kabhi dil cheer bhi deti hai

5) Hum life ko theek se samajhte nahi hai … joh hamare paas nahi hai uski talash rehti hai … aur joh paas hai woh hamare liye khaas nahi hota … aur jab tak paas wale ki value samajh mein aati hai na … tab tak woh past ban jaati hai

6) Mera waqt kuch yoon guzra iPhone ki delivery ke intezar mein … ki karte rahe courier wale ke call ka wait, purane phone phek ke kabaad mein

7) Insaan jab bachpan mein hota hai na, toh usse koi farak nahi padta hai ki log uske baare mein kya sochte hai … aur jawani mein woh parwah nahi karta hai ki log uske baare mein kya sochte hai … lekin budhape mein aate aate pata chalta hai ki log toh tumhare baare mein sochte hi nahi hai

8) Dil mera pehli baar zor se dhadka hai … unki ek jhalak milte hi life mein chha gaya filmy romance ka tadka hai

We hope you like the collection of best and famous Happy Hardy And Heer Dialogues. Let us know in the comment section if we have missed any of the dialogues and we will be happy to add more in the list.

Photo of author

Rohan Pandya

More Article
Rohan Pandya is an Independent Journalist, Blogger, Youtuber, and entrepreneur who loves to explore the latest technology on the web every day. He thinks When You Are Young You Believe The Possibilities Are Endless.